Khalqat-E-Khuda Aaj Ronay Ko Hai,
Mah-E-Ramadan Bhi Juda Honay Ko Hai,
Socho Zara Kay Kiya Paya Humnay,
Kiya Apnay Rabb Ko Manaya Humnay?
Kya Janay Yeh Mah Naseeb Ho Ya Na Ho,
Uski Rahmat Ka Kiya Haq Nibhaya Humnay?
Ho Kay Ashkbaar Maang Lo Rabb Say,
Ab Baab-E-Rahmat Band Honay Ko Hai,
Alvida Alvida Mah-E-Ramzan
Submitted By: Noshi


