Advertisement Events SMS Text MessagesAaj Say Theek 1 Din K Baad Date Kuch Iss Tarhaan Say Ho Gi, “111111” Yani “11-11-11” Aur Time Bhi 111111 Yani 11-11-11 Yani Time Aur Date Kuch Iss Tarhaan “111111111111″ Aur Yeh Date Phir Kabhi Nahiin Aye Gi, Jiss Main Sab AIK HOON GAY. Enjoy November 11, 2011 Agar meri koi call na aye, Koi sms message bhi na aye, Aur koi miss call bhi na aye, Tau samajh laina kay, Chaudhry sahab Gandum kata rahay hain, Happy Gandum Season 500 rupees kay puranay note band ho gaye hain, Last date 28-04-2011 hai. So 500 kay note foran bank say change karwa lain, Aur iss sms message ko apnay friends ko forward karain, Takay kissi gharib ka loss na ho jaye. Shukriya! Submitted By: Shakeel Mar 30 2011 Pakistan vs India World Cup 2011 SMS MessagePosted by admin in Events SMS, Muni Badnaam SMS, Sheila Ki Jawaani SMSIndiaaaa walo zara dekh kar khelnaaa! . . . Tumhari sheela jawaan hai, Munni badnaam hai, Aur hamara Captain “Shahid Afridi” Pathan Hai! Submitted By: Zeeshan Aaj tau apnay dil ki baat bata hi do yaara, Daikho aaj ki date bhi yehi keh rahi hai, 10 2 11 Dus do yara ————— Tumharay liye hai, Iss ko barray piyaar say kholna, $==============$ ‘ ‘ ‘ ‘ ‘ Aaj jantay ho kiya din hai? Aaj October ki 20 tareekh hai, Tau kiya din bana? 20-10-2010, Yani 2010-2010, Yeh din zindagi main aik baar ata hai, Aaj ka Din Mubarak ho. Happy XXX Day! Aaj sab ko xxx day Mubarak Ho, Confuse na…? Yaar aaj ki date hai Roman language main 10.10.10 So xxx day mubarak ho. Khalqat-E-Khuda Aaj Ronay Ko Hai, Mah-E-Ramadan Bhi Juda Honay Ko Hai, Socho Zara Kay Kiya Paya Humnay, Kiya Apnay Rabb Ko Manaya Humnay? Kya Janay Yeh Mah Naseeb Ho Ya Na Ho, Uski Rahmat Ka Kiya Haq Nibhaya Humnay? Ho Kay Ashkbaar Maang Lo Rabb Say, Ab Baab-E-Rahmat Band Honay Ko Hai, Alvida Alvida Mah-E-Ramzan Submitted By: Noshi |


