Advertisement Love SMS Text MessagesNow Love SMS Messages can be sent easily from our website. Love SMS becomes very popular when Valentine’s Day Come. Browse large collection of Love SMS, Love SMS English, Love SMS For GirlFriend, Love SMS in Hindi, Romantic SMS, Love Quotes, Love Poems, Miss You SMS. Aap ki 1 MISS CALL ek din ki khushi Aap ka 1 SMS 1 week ki khushi Aap ki 1 CALL 1 month ki khushi Aap ki 1 MULAQAAT 1 year ki khushi Aur aap ka PYAR Umer bhar ki khushi Submitted By: bhanu(bhanu0030@yahoo.com) Ager kisi k pass sabh kuch ho to dunya jalti hai Ager kuch na ho to dunya hansti hai Mare paas aap k ley duaaein han jis k ley dunya tarasti hai!!! Chain Message! Bari Meherbani iss SMS Ko Itna Forward Karain Kay . Meri Girlfriend Tak Pohoonch Jaye, ‘Nirma Tau Sim Change Kar Kay Changa Nai Kita’ “Bashir Dahi Wala” Kissi Say Kiya Gila Karna Iss Jahaan Main .*”*.*”*. Shaayad Hum Hi Yaad Kay Qaabil Nahiin Rahay! Woh Kehta Rahta Hai Bari Majboorian Hain Waqt Ki “MOHSIN” Saaf Lafzon Main Woh Khud Ko Bewafaa Nahiin Kehta! Sadiyon Say Jagi, Aankhon Ko, Ek Baar Sulanay Aa Jao. Mana Kay Tum Ko Piyaar Nahiin, Nafrat Hi Jatanay Aa Jao. Jiss Maur Pay Hum Ko Choor Gaye, Hum Baithay Ab Tak Soch Rahay, Kiya Bhool Hue, Kiyoun Juda Huay. Bas Yeh Samjhanay Aa Jao. Har Lamha Teri Furqat Main, Hum Tarap Rahay, Hum Taras Rahay, Meri “MANO” Tum Iss Dil Ko, Tumhain Paa Kay Khona, Meray Bas Main Nahiin, Abb Koi Aur Zakham Pirona, Meray Bas Main Nahiin, Ek Umar Tak Dhoya Hai Dil Kay Daghoon Ko, Ab Yeh Dagh Dhona, Meray Bas Main Nahiin. Teray Baad Nazar Aati Nahiin Mujhay Ab Aur Koi Manzil, “Kisi Aur Ka Hona, Ab Meray Bas Main Nahiin”. Meri Zindagi Mujhay Yeh Bata, Mujhay Bhool Kar Tujhay Kya Mila. Meri Hasratoon Ka Hisaab Day, Dil Toor Kar Tujhay Kya Mila. Teray 4 Din Kay Pyaar Say Mujhay, Umar Bhar Ka Gham Mila. Main Toot Kar Bikhar Gaya, Mujhay Toor Kar Tujhay Kya Mila. Aug 15 2009 Poetry SMS UrduPosted by admin in Love SMS, Miss You SMS, Poetry SMS, Romantic SMS, Urdu SMSTeri Mushkil Na Barhaoun Ga, Chala Jaon Ga. Ashk Aankhon Main Chupaon Ga, Chala Jaon Ga. Muddaton Baad Main Aya Hoon Puranay Ghar Main. Khud Ko Jee Bhar Kay Rulaon Ga, Chala Jaon Ga. Un Mahallat Say Kuch Bhi Nahin Laina Mujh Ko, Bas Tumhain Daikhoon Ga, Chala Jaon Ga. Chand Batain Mujhay Bachoon Ki Tarhaaan Piyari Hain, Unko Seenay Say Lagaon Ga, Chala Jaon Ga. Apni Dehleez Pay Kuch Dair Para Rahnay Doo, Jaisay Hee Hosh Main Aaon Ga, Chala Jaon Ga. |


