Mohsin Naqvi SMS


Mohsin Naqvi who was a poet and murdered brutally by terrorists in Lahore. He was a famous poet among young boys and girls.

You can use these keywords to search.

Mohsin Naqvi Poetry, Mohsin Naqvi Sahaheed, Mohsin Naqvi Islamic Poetry, Mohsin Naqvi Shayari, Mohsin Naqvi Ghazals, Mohsin Naqvi SMS

VN:F [1.9.17_1161]
Rating: 10.0/10 (1 vote cast)

Dasht-e-dariya kay yeh uss paar kahan tak jaati,

Ghar ki deewar thi, deewar kahaan ta jati,

Mitt gaee hasrat-e-deedar bhi rafta rafta,

Hijr main hasrat-e-deedar kahaan tak jati,

Thak gaye hoont tera naam bhi laitay laitay,

Aik hi lafz ki takraar kahaan tak jaati,

Tau bohot door bohot door geya tha mujh say,

Meri awaaz meray yaar kahaan tak jaati,

Har taraf husn kay bazaar lagay thay MOHSIN,

Meri chashm-e-kharidaar kahaan tak jaati!

VN:F [1.9.17_1161]
Rating: 0.0/10 (0 votes cast)

Mujhy Lekh Kar Kahain Mahfooz Kar Lo Mohsin,

Tumhari Baaton Say Nikalta Ja Raha Ho Main.

Submitted By: Zainab

VN:F [1.9.17_1161]
Rating: 9.0/10 (1 vote cast)

Woh Kehta Rahta Hai Bari Majboorian Hain Waqt Ki “MOHSIN

Saaf Lafzon Main Woh Khud Ko Bewafaa Nahiin Kehta!

VN:F [1.9.17_1161]
Rating: 10.0/10 (1 vote cast)

Meray “Khuda” Nay Mujhay Bohot Kuch Diya Hai “Mohsin

Agar Mujhay Apni Auqat Kay Barabar Milta Tau Kuch Na Milta

VN:F [1.9.17_1161]
Rating: 0.0/10 (0 votes cast)