Pathan SMS


Pathan SMS Messages are similar to Sardar SMS. You can send Pathan SMS to make your friends Laugh.

People also search:

Pathan SMS Jokes, Pathan SMS Urdu, Pathan SMS in Urdu.

VN:F [1.9.17_1161]
Rating: 0.0/10 (0 votes cast)

Pathan raat ko lights off kar kay so raha tha,

Achanak ek jugnu aa nikla,

Pathan:

.

.

.

.

Ya Khudaya

Yeh Dengue Machar to hum ko torch lay kar dhoondh raha hai.

Good Night

VN:F [1.9.17_1161]
Rating: 10.0/10 (1 vote cast)

Pathan nay English kay paper kay leye “My best friend” ka essay yaad kiya

laikin paper main “My Father” essay aa gaya.

Ab uss nay socha kay wohi essay likhta hoon.

Lekin friend ki jaga father ka word lekh donga.

Ab essay kuch youn likha!

Fathers are every where but good fathers are very rare.

I have so many fathers but my best father is Gul Khan.

He is my neighbour.

He comes to my home daily and my mother likes him very much.

He also loves my mother.

I am proud of my father:)

VN:F [1.9.17_1161]
Rating: 0.0/10 (0 votes cast)

1 pathan dosra say: Yaar 1 new surf se shirt dhoi to wo choti ho gae,

ab kia karoon?

2nd pathan: use surf se naha lay, puri aa jay gi…..

Pathan zindabad

VN:F [1.9.17_1161]
Rating: 0.0/10 (0 votes cast)

Ek pathan ko seelab zadgan se bohat maar parri
.
.
.
.
.
.
.
.
kiyoun?
.
.
.
.
.
kyun k khan sab seelab zadgan ke imdad k ley 3 truck
.
.
.
.
.
.
.
Naswar le kr pohanch gaya.

VN:F [1.9.17_1161]
Rating: 0.0/10 (0 votes cast)

Pathan bike chala raha tha!

Prado walay say: Kabhi bike daikha hai?

Parado wala: Ja apna kaam kar,

Pathan phir prado kay barabar aya aur bola: Kabhi bike dekha hai?

Parado wala: Pagal hai kiy?

Meri toyota prado 45 lakh ki hai aur tum apni 45,000 ki bike say mujhay jala rahay ho?

Kuch dair baad parado walay nay daikha bike kahin pari hai aur pathan kahin aur.

Parado wala: Kiya hoa?

Pathan: Kabhi bike daikhi hai?

Parado wala ghusay say bola: Haan daikhi hai bool kiya karoon?

Pathan: Iska break kidhar hota hai?

Good Morning

VN:F [1.9.17_1161]
Rating: 0.0/10 (0 votes cast)

Sardar: Tum shadi shuda ho?

Pathan: Haan, hamara aurat say shadi hoa hai,

Sardar: Bewakoof tau kiya mard say bhi shadi hoti hai,

Pathan: Haan hamara sister ka hoa hai!

VN:F [1.9.17_1161]
Rating: 10.0/10 (1 vote cast)

Aaj ki tazaa khabar,

Pathan nay engagement torr di,

Kyoun kay uss nay socha kay jo larki aaj tak kisi ki nahiin ho saki,

Woh meri kaisay ban kay rahay gee!

Hehehe…

VN:F [1.9.17_1161]
Rating: 0.0/10 (0 votes cast)

Pathan Pehli Martba Namaz Parhnay Gaya,

Uska Naam Rahmat Ullah Tha,

Imaam Nay Salaam Phera Aur Kaha, “Asalaam O Alaikum Rahmat Ullah“,

To Pathan Bola, “Wa Alaikum Salaam” Masjid Kay Mulla. :)

VN:F [1.9.17_1161]
Rating: 0.0/10 (0 votes cast)

Aik Pathan Mayoosi Kay Saath Doosray Pathan Say,

Yaar Sab Loog Hamain Pagal Kyoun Kahtay Hain?

Doosra Pathan,

Too Dafaa Kar Yaar! Yeh Lay Lemo Ki Lassi Pee.

VN:F [1.9.17_1161]
Rating: 0.0/10 (0 votes cast)

Next Page »