Advertisement Romantic SMS Text MessagesNow a days Romantic SMS Text Messages are very popular. We have collected various types of Romantic SMS Messages for you. You please use these keyword to search: Romantic SMS For Girlfriend, Romantic SMS in Hindi, Romantic SMS for Wife, Romantic SMS Collection, Romantic SMS Shayari, Romantic SMS in Urdu, Romantic SMS Jokes, Romantic SMS Poems, Funny Romantic SMS. Har annsu ka matlab gham nahi hota, Duriyan hone se rishta khatam nahi hota, Har waqt yaad aati hai aapki kyu ki, Dosto ki yaado ka koi mausam nahi hota. Submitted By: Zeeshan siddiqui Gulshan Ka Har Khuwaab Baharoon Main Qaid Hai, Lagta Hai Dariya Bhi Kinaroon Main Qaid Hai, Ab Usski Yadoon Say Nikla Nahiin Jata, Koi Hai Jo Dil Ki Diwaroon Main Qaid Hai. Ek Khushboo Gulab Kay Saath, Thori Si Hansi Har Baat Kay Saath. Ek Yaad Mulaqat Kay Saath, Naya Mausam Thori Si Barsaat Kay Saath. Hamaisha Khush Raho, Aug 15 2009 Poetry SMS UrduPosted by admin in Love SMS, Miss You SMS, Poetry SMS, Romantic SMS, Urdu SMSTeri Mushkil Na Barhaoun Ga, Chala Jaon Ga. Ashk Aankhon Main Chupaon Ga, Chala Jaon Ga. Muddaton Baad Main Aya Hoon Puranay Ghar Main. Khud Ko Jee Bhar Kay Rulaon Ga, Chala Jaon Ga. Un Mahallat Say Kuch Bhi Nahin Laina Mujh Ko, Bas Tumhain Daikhoon Ga, Chala Jaon Ga. Chand Batain Mujhay Bachoon Ki Tarhaaan Piyari Hain, Unko Seenay Say Lagaon Ga, Chala Jaon Ga. Apni Dehleez Pay Kuch Dair Para Rahnay Doo, Jaisay Hee Hosh Main Aaon Ga, Chala Jaon Ga. Look.. The moon is calling you. See.. The stars are shining for you! Listen.. The birds are singing to you! Hear.. Submitted By: El.Modalal |


