Posted by admin in New Year SMS 
Loading ...
Total 39 views
In the ending of 2011!
Thanx..!!
Un logoon ka jo mujh say nafrat kartay hain,
Kiyoun kay unhoon nay mujhay mazboot banaya.
Thanx..!!
Un logoon ka jo mujh say piyaar kartay hain,
Q
K
Unhoon nay mera dil bara kar diya.
Thanx..!!
Un logoon ka jo meray liye parishaan hoye,
aur
Mujhay bataya kay darasal woh mera bohot khayaal rakhtay hain.
Thanx..!!
Un loggon ka jinhoon nay mujhay apna bana kar chor diya,
Aur
Mujhay ehsaas dilaya kay
Duniya main har cheez akhri nahiin hoti.
Thanx..!!
Un logoon ka jo meri zindagi main shamil hoye aur bana diya aisa,
Jaisay mainay socha bhi nahiin tha.
Thanx..!!
Meray allah ka jis nay in sab haalaat ka samna karnay ki himmat di.
Happy New Year 2012
Similar SMS Text messages
- Love Poetry SMS
- Ramadan 2009
- Ahmad Faraz SMS
- Faraz SMS Jokes
- Meray "Khuda" Nay Mujhay Bohot Kuch Diya
- New Year SMS Joke 2010/2011
- Happy Independence Day SMS in Urdu
- Islamic SMS in Urdu
- Poetry SMS Collection
- Ramadan Sehri Funny SMS